Attestation form

Railway ki Magistrate checking bhut se logo ka fine kata tha mein genral ki ticket se sleeper par travel kar rha tha iska fine 253 rs railway court mein lokadalat ke through kata gya(exact amount yaad nhi kyuki receipt nhi di)Aur sbko kuch kasam dilwayi aur fine lekar chod diya Aur maine e courts se railway court par check Kiya usme record mein tha E-courts Railway court farukhabad Case type- complaint Under act- railway act 138 Filling date-8/9/2023 Registration date-8/9/2023 First hearing date-9/9/2023 Decision date-9/9/2023 Case status -disposed Nature of disposal-uncontested--lokadalat Purpose of hearing-disposed Last line- order is not uploaded by concerned court Aur maine doosre logo ke e-courts se fine check kiye 2021 tak sbme ye likha aa rha order is not uploaded by concerned court aur 2021 ke phle ke record mile hi nhi. ((Mera doubt ye hai isme hmne check Kiya f.i.r nhi hai kai baar RPF bale karwa dete hai baisa e courts par sirf complaint case type mein dikhi de rhi kya iski information mere Thane me aayegi kyuki doosre district ki railway mein lokadalat bithakar iska fine kata Diya )) aap best batao kya karna chaiye Mujhe attestation form me kya bharna chaiye a) Have you ever been arrested? Yes/No Yes/No (b) Have you ever been prosecuted? Yes/No (c) Have you ever been kept under detention? Yes/no (d) Have you ever been bound down? Yes/No (e) Have you ever been fined by a Court of Law? Yes/No (f) Have you ever been convicted by a Court of law for any offence? Yes/No