Anukampa
My mom was a teacher she died in 2001, and on behalf of her mere majhle bhaiya ko naukri diya gaya kyuki woh nakara the , aur us samay mai nabalig tha .2003 mein unhe 19 yrs ke umar mein naukri mila , aur isliye pension bhi milega. Unka job ghar ke just paas hai , aur bohot jada ghamand dikhate hain.....humlog se doguna salary hai...aur nahi unko rent ka kharch ...ghar ka sara facility use karna ..etc.But ghar ke chote 2 jimmedari ke liye bhi lafra karte hain....humlog se barabar ka kharch mangte hain ...aur arrogance bhi dikhate hain...Please tell me ki kya humlog ka koi right banta hai uspe as per law kyu ki maa toh hum sabki thi aur unka job ya pension sabka hi haq hota , taki unka akar dhila ho aur politeness aa jaye ....humko kuch nahi chahiye bas unka Jo battamizi hai wo band ho sake....kyuki aise log ko jab kanooni dar lagega tabhi line pe aa sakenge .....Thora sa bhi agar bare bahiya aur mer uspe right ho .... Even if 10% bare bhaiya and 10% Mera woh bhi kafi hai....bas wo section chahiye jisme yeh mention ho taki ....woh anukampa job ka misuse na kare....Please sir suggest