Private ITI certificate
Maine ITI kiya h par private certificate se mmv trade se means main jis ITI main admission liya tha vo log kahtey h ki gar aap 10th main less than 75 % Mila h toh aap ko admission nahi milage ,aap ko private main admission milage matlab ki mujhe ncvt board ki syllabus padni h paar board exam nahi DeNa h mare exam ka final result ITI college banayga us ITI main govt candidate bhi hamre saath padtey theh aur vo log ka khana h ki ITI ka private certificate se tom Mumbai ke Bombay ITI se ncvt board ki exam the saktey jo ki aisa nahi h exam to h par ncvt board ka nhi h, vo exam in in logo ke liye h jo log 3 saal ka ki garage main kaam karney ka experience h , Maire private friends yeh kaha Gaya ki aap nay 10th board mumbai se nhi balki Gujarat se diya is liya aap ko govt course nhi milage ,yafir aap ki age more than 22 years h iss reasons se aap ko govt course nhi milage, kya koi govt ITI syllabus private ko padakar paisa kama sakta h , agar yeh galat h to yeh log govt candidate jiske % less than 75 uska admission ka liya 30000 extra donation lete h aur yeh log private se 30000 per years fee lete h aur is tarah se yeh log saal ka 25 lakh kamate h jo ki black huva, mujhe is certificate pay koi job nahi milraha h main ek garage se fir se 0 salary paar kam kaar rha hoon ,if they r wrong to kya main inke against case file kar sakta hoon aur kya jo may ra 3 saal aur education main 1 lakh lagaya kya mujhe uska compensation claim kar sakta hoon please give me some ideas