Don't know kya hona chahiye

Mere husband ki job chali gayi hai.college walon ne unhe terminate karne per majboor kar diya wo bhi bina notice ke na hi koi thos bajah se .Kaha ki ya to aap resign kardo ya hum tumhe terminate kar denge.aur yeh sab sajis ke tahad hoya hai .Evening ke 4 ya 4:30 ka samay tha kaha ki aaj hi decide karke batao.sochne ka time nhi diya gaya.to unhone termination le liya.Humne bahat tension me hai .To humne case ladne ka decision liya aur Civil court me apna case darj karya hai.aur hamare taraf se pehla notice court ke taraf se unke pass bheja hai aur bo receive bhi hoa hai.per uske bad unhone hamare account me kuch amount send kiya hai pata nhi kyun? Hum to ab bahat paresan hai kyunki case court me hone ke baad yeh settle ment kaise kar diya.ab kya hoga .Koi suggestion digiye aap plz .Hamara kuch samajh nhi araha hai...Hum log kanoon ke bare me kuch nhi jante per us organization ka DIN law ki padhai kiya hai.to kanuni dawpench achhi tarah se pata hoga..Hum is mamle me bilkul anjaan..Plz hamara madad kijiye .Plz.....