- Agar wife mutual divorce ke liye agree hai to , ek joint mutual consent divorce petition family court me file karna hoga.
- Ye mutual divorce two steps me grant hoga , yani apko do bar petition file karna hoga , jo First Motion aur Second Motion kahlata hai.
- Chuke wife ne 498A/406 ka FIR kiya hua hai, to divorce se pahle High Court se FIR ko khatam yani Quash karana hoga
- Behtar hai ki , divorce file kerne se pahle ek mutual agreement banwaye jisme do party ki sign hogi . Is agreement me sare terms and condition me likha hona chahiya, jaise , Gold bapas wo le rahi hai aur divorce se pahle wo apna 125 case bapas legi.