Kisi local lawyer ke through notice issue kijiye us aadmi ko jisko aapke grand father ne shop kiraye pe di thi aur usey kahiye ki wo shop khali karey. Agar wo nahin karta to phir uskey khilaf court me eviction ka case khali karein.
Sir mere grandfather ne aj se 40 saal pehle ek admi ko shop kiraye pe di thi or us admine dusre ko kiraye pe de rakhi he ab jis admi ko mere grandfather ne shop kiraye pe de di he vo jooth bolta he vo kehta he jise mene shop di he vo or me partnership me bizness karte he, ab muje shop khali karani he me uske khilaf court me case karna chahta hu ab me apna case court me kese strong banavu? Or ek baat batadu mere grandfather zinda nahi he,Plz hindi me reply karna
Ask a question and receive multiple answers in one hour.
Lawyers are available now to answer your questions.