kya aap ke papa ne koi vasiyat banayi hai ,agar nahi too aap bhaiyayo our aap ke mata ji mai zamin barabar batie gi
Mere papa ji death kr gye h wo ccl me the death k bad unke jagah pr mere bde bhai ka service hua h........ Hm av padhte h, mera bhai jo gav me jamin use bechna chahta..... Hm ye puchhna chahte h ki kya us jamin ko mera bhai bech sakta h jbki jamin mere papa k nam se h......us pr meri maa ka adhikar ni h....?
First answer received in 10 minutes.
Lawyers are available now to answer your questions.
kya aap ke papa ne koi vasiyat banayi hai ,agar nahi too aap bhaiyayo our aap ke mata ji mai zamin barabar batie gi
Agar gaon ki zameen appke swargiye pita ji ke naam par hai to kya aapke pita ji ne koi vasiyat banayi hai? Agar unhonein koi vasiyat nahin banayi to is zameen mein aapka, aapki maa ka aur aappe bhai ka barabar ka hissa hai, jis surat mein aapka bhai usey nahin bech sakta. Aap kisi lawyer se milein aur apney bhai ke khilaf stay order lain court se.
you have not mentioned whether your father left a will or not ? if he died intestate on his death your mother and all children have equal share in said property . your brother cannot sell he said land without obtaining consent of other legal heirs . contact a local lawyer and obtain an injunction restraining your brother from selling said land