aap ke liye divorce tkek hai,sahi rai ke liye aapne wife ke bare mai detail sei bataye,chita ki koe bath nahi hai,
Sir , mujhe apni wife se divoce file karna hai hamari shadi ko 7 sal ho jayenge or last 5 years se meri wife ka dimagi ilaj chalr ra hai or pichle one months se vo mujhe bahut tang kar rahi hai. 3 bar police ghar bula chuki hai 100 no. pe call kar ke or phir police station ja kar samjhota bhi kiya bad me . lakin ek din pehle usne hamre padosiyo se bhi jhagda kiya or sabne ek police complaint karwai mujhse uske khilaf or 3 padosiyo ne sign, bhi kiye ki ye tang karti hai or hum sab bahut tang hai or inke ghar wale bhi jo pehle bhi complaint kar chuke hai. mujhe ye janana hai ki kya mera divoce dalna theek hoga or kya dowry ka case bhi banta hai or ye 498A KYA HAI>>>? kya ye ground ban sakta hai divorce ka ki vo domestic voilence karti hai.
14 answers received from multiple lawyers
Lawyers are available now to answer your questions.
aap ke liye divorce tkek hai,sahi rai ke liye aapne wife ke bare mai detail sei bataye,chita ki koe bath nahi hai,
aap divorce ke liye file kar sakhte hain . yaadi aap ki biwi aap Dv yah 498A case karti hai tau aap woh case merit me ladna . dar ke mare bethne se kuch nahi hoga .
Go ahead and file for divorce if you want it. She may file a false case for dowry harassment against you, in which event you may contest her case fittingly on merits.
vo har waqt hame dhamka rahi hai ki or keh rahi ki me sabko pagal karke jaungi itni assani se jane wali nai hu uske is behave se tang aa kar mere parents bhi mere chote brother ke pass ja kar rehne lage hai last one months se uske kuch statments mere pass recorded hai kya ye kam aa sakte hai court me ya agar aisa karte hue kuch video bhi ho to vo mujhe help karega>>?
agar unhe agree karke mutual divoce file kare to kitna time lagega divoce me>>>?
ok
aap sabhi ka shukriya salah dene ke liye. hum ne 2 months pehle apne younger brother ki shadi apne ghar se ki thi , jiska kanyadan chote bhai or bhabhi ne kiya ladki ki mother hai father nahi hai, or shadi ke bad vo pehle din se he khus nahi hai or last one month se hamare ghar return aa gai thi shadi 25 jan 2014 ko hui thi, 2 din pehle jab vo sasural gai to saural walo ne use kerosine dal ke jalane ki koshish ki or jab usne police complaint ki to police walo ne medical to karwaya lakin ulta ladki walo ko he 5 ghante police station me bitha ke rakha or pareshan kiya , or 24 ghante pure hone pe bhi fir ki copy nai di or hume ghar bhej diya jab tang aa kar humne rat ko 100 number pe call kiya ki hamari koi sunwai nai ho rai to hume acp ka number diya gaya humne unse bat ki to vo bole ki aap kal (8/05/14) ki din me 12 baje aa jayiye apka case mere pass aa gaya hai, na to hume fir ki copy mili na medical, na he medical ke waqt me jo doctors ne slipc di thi medicines ki vo bhi nai di police walo ne pls bataiye agar haari sunwai nai hoti to hume kya karna chahiye or age kaha complaint karni chahiye.